Mehfil สาธารณะ
[search 0]
เพิ่มเติม
ดาวน์โหลดแอปเลย!
show episodes
 
Dil, deedar, Ishq ke alfaaz, har khwaab kiya bayaan, ummda hai sher-o-shaiyari ke andaaz. Pesh karte hain Mehfil e Manzumaat, shayaron ki mehfil ka lutf abb aapke phone par! Keh gaye Ghalib ki Dil ko behlaane ke liye yeh khayaal bhi accha hai, aapke khwaabon ko lafz de gaye hain kaafi mashoor shaayar! Suniye aapke jazbaat aur unke alfaaz, sirf aur sirf Mehfil E Manzumaat. Sher-o-shaiyari se bhale hi aapka ho faasla, inn faaslo ko mitaane aaye hai miyan Talha. Urdu ka jaadu aur shaayaron ki k ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Jis kaam ko jahan main tu aaya tha aye nazeer, Khana kharab tujhse wohi kaam reh gya. Suniye Dosti par likhe gaye Shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein!โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Kisi ke shahi dastarkhwaan ki khushboo se kya lena Jo khud gul hon unhe guldaan ki khushboo se kya lena Ye roti ki hi ek khushboo ko bas khushboo samjhte hain Ghareebon ko miyan loban ki khushboo se kya lena Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 06 - Khushboo - Mehfil saj chuki hai.โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Rukh se utha naqab jo deedar hogya In surkh rukhsaaron se tere pyar hogya Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 05 - Gulabi Ruksaar - Mehfil saj chuki hai. Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Aankhon se aankhein takraein, aisa dil pe waar huss... Baat labon pe aana saki par aankhon se iqrar hua… Suniye Aankhon par likhe gaye shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein! Episode 04 - Surmagiin Aankhein Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Ibn e Insha jee ki kitab " Ibn e Batuta k tàqub men " se aik dilchasp iqtebass jis ka unwan hai" Woh bhi kheriyat se hain, hum bhi". London men Ibn e insha, apni Jameel uddin Aalee sahib se mulqat ka hal biyan ker rehe hain.Pasand aye tu batyen.โดย Faryal Siddiqi
  continue reading
 
Baat aagyi hai lab pe to phir bol dijiye… Jitney bhi raaz dafn hai sab khol lijiye… Suniye Lab par likhe gaye Shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein! Episode 03 - Lab-e-Nazuk Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Ye zulf jo chai hai ghata ban ke tumhari… Ek roz baras jao hame aashna kar do… Suniye 'ZULF' par Shayaron ke likhe gaye aise kayi Ghazal aur jaaniye unke maayne... Sirf Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode par! Mehfil saj chuki hai... aaiyega zaroor.โดย MnM Spodlight
  continue reading
 
Meer taqi meer ho, ya ho Dagh Dehlvi Sabko nahin samajh aati baat nadaan se dil ki. Kehte hai Moradabadi, simte toh dil-e-aashiq, phaile toh zamana hai Aakhir dil ke intehaan se kon Bach pata hai? In dil ke hakeemon se maula panah dede... Ya hamko sahi karde ya unko saza dede... Pesh karte Hain - Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 01 - Dil-ae-nad…
  continue reading
 
Ata ul Haq Qasmi ki kitab " Attayey" se aik iqtebass. Iss kitab ka phela edition 1982 men sha'ya hua tha. Musanif ne bhut khoobsurti se apni baat kahi hai ju aaj itne saal guzr jane per bhi sachee maloom deti hai or hum sab ab bhi ussi dorahey per khare hain. Aik teekhi, or ba mani tehreer. Umeed kerti hun app ko pasand aye gee.…
  continue reading
 
Covid ki vaccination lagwana kyun itna important hai or is ki Kiya safety hai? Aik or ahem sawal k saath dosri qist hazir hai.Mokhtelif shobon se taluq rakhne wale orDuniya k mokhtelif regions men rehne wale hamre doston k saath aik discussion.โดย Faryal Siddiqi
  continue reading
 
Covid ki vaccination k hawaly se hum bhut se rumors or myths sun rahee hain jis ki wajah se bhut se log vaccination nhi lagwana chahtey. Aik discussion jis ki Pheli episode hazir hai. Umeed hai k app ko pasand aye gee.Please follow me for the next upcoming episodes. Thanks.โดย Faryal Siddiqi
  continue reading
 
Aaj phir kisi baat ne qalam uthane per majboor ker diya. Firqabandi, tafaruqaat, baradri system, zaat paat k jor tor, in hee sab se mil ker bana hai hamara ajj ka moashra. Aik kawish hai, umeed kerti hun k i aap itefaq e raye karen ge.โดย Faryal Siddiqi
  continue reading
 
The 8th of March- Women's groups all around the world marked this special day to let all women know that they are important, appreciated, and deserve to be respected, no matter who they are, whether they are working or not, their nationality, race or religion. This is the day that marks the struggle of all women who are brave to involve themselves …
  continue reading
 
Here is the third and last part of our talk show. Hope you will like and appreciate our participants' views. I am sharing also written answer to my questions of a friend from the USA, Nadia Ahsan.3. What did I learn from the pandemic and lockdown? Definitely thanking Allah for all His blessings. You learn to appreciate all His blessings even more. …
  continue reading
 
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world: Canada( Montreal), France- Paris, UK ( Wales), (Pakistan - Karachi & Lahore )and USA (Boston). The talk show was very long so I have divided it into 3 parts.I am sharing also written answer to my question no.2 of Nadia from the USA who was unable to…
  continue reading
 
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world. The talk show was very long so I have divided it into 3 parts. I am sharing also written answer to my question of Nadia from the USA who was unable to participate in the show. Introduction: My name is Nadia. I live in Massachusetts, USA.1. Covid-19 …
  continue reading
 
Death is a part of life. What do you learn with the life and death of your loved ones? It can be very hard to cope after the loss of a loved one. How to overcome our loss and grief? Discussing the matter with people of different ages.โดย Faryal Siddiqi
  continue reading
 
Loading …

คู่มืออ้างอิงด่วน